Dayone (Feat. Junaid Ahmed)

Dayone (Feat. Junaid Ahmed)

Ahmer

Альбом: Dayone
Длительность: 4:04
Год: 2025
Скачать MP3

Текст песни

Main likhta nahi ye sab, but there's no other way,
Confusion badhta hai, like every other day,
Ye mousiqi,
It used be,
So peacefully,
Attached to me,
Now all I see is, artificial love and hate,
Ye sacrifices dikhte nahi hai camera pe,
Jab laalach se bane tasveer tab sab rehte attention mein,
Toh likhta hun depression mein batake usse,
Purpose apna itna mehenga, thoda sa concession de,
Hai tension maa ko dikhta mere honto pe,
Woh ho chuke hai kaale,
Unko gham na kitne note honge,
Yahan log hai ussko bolte Ahmer sunte hum,
Aur ussko ye pata beta chalta rab ke bharose pe,
Haan sachi mein,
Hai loyalty disposable, ya raddi mei,
Farzi saint se behtar guneghaar agar asli main
2 din ke fame se behtar fans agar 2 asli hai,
Jinn haatho mein tawaaz hai, kal hoti umein tasbi hai,
Jahilo ko masti lagti jab goliyan chalti hai,
Ya Mable ke andar kissi bache ki saanse dabti hai,
Ab shaklo uppar polyester, akal mein charbi mein
Do muh ke mukhote, hum toh product hai hypocrisy ke,
No time for tension, cuz we don't have the patience,
You'll know who's truly yours, when they get stuck in traffic jam,
Ussne ratte bas teen lafz, na asli pyaar,
Ussmein opposite bana ek, jab jebo pe chade diwaar
It's ironic, ab rap music hai masala music
Ab politics hai kashmir se zyada inka influence,
The only camp I give a fuck about, jahan marte hai log,
Toh inke groupism ko bolo , big dick on it
Ahmer aisa music chalta nahi hai , ye sab chalta nahi hai
Tu bas dekhta music ke pair, feel karta nahi hai
Tu fill karta khabri kisne kab tak kiski ki yahan li hai,
Kisne kab kisski li, kaun kiske uppar kab chadi hai,
AC jab sar chadti, toh dikhti hai gurbat nahi,
Ye duniya mein 50, mujhe bas rooh pe goliyan nau lagi,
Ahmer "ek-paanch" nahi, Ahmer hai khooni chand,
Hum hip hop se bade
hum hi hip hop ke baadh,
Toh haan janab, inn kando pe wazan hai be hisaab,
Haan janab, ye maa ki hai dua, dil ke jazbat,
Haan janab, hai pata mujhe nahi samjhenge aap,
Toota, phuuta
To stay alive, we die a thousand deaths,
Breathing the fire, yet holding our breaths,
To stay alive, we die a thousand deaths,
Are you willing to live where the shadows have bled?
To live in the silence, to love in despair,
Are you alive, or just breathing the air?