Ishq Hai
Anurag Saikia
5:13Khoya-khoya samaa Yeh shaam bhi khoyi to hai Tu bhi, main bhi yahaan Haan, baat bhi koi to hai Deewana main hua, deewana tu hua Suhaana yeh safar hua Yeh kaisa hai asar, hua jo mujhper Jo dil se utar paaye na Shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Yeh shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Koi saath jo dil ko mil jaaye Koi saath jo dil ko mil jaaye Aur ankhon se ankhein padh jaaye Haan, kise pata kal ka re Beete na yeh pal saare Kaash theher jaaye Shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Yeh shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Jaanu na yeh kya hua, hua, hua Thoda bekaabu hua Ankhon se chhata dhuan, dhuan, dhuan Koi toh jadoo hua Jaanu na yeh kya hua, hua, hua Thoda bekaabu hua Ankhon se chhata dhuan, dhuan, dhuan Koi toh jadoo hua Sitaaron sa dhula, fizaaon mein ghula Khayalon ka shehar mila Yeh kaisa hai asar, hua to mujhper Jo dil se utar paaye na Shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Yeh shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Yeh shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein Yeh shaam sanwar jaaye Jab aap nazar aayein