Zara Zara
Debmalya Ghosh
Teri nazron mein hein tere sapne Tere sapno mein hai naarazi Mujhe lagta hai ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha Teri nazron mein hein tere sapne Tere sapno mein hai naarazi Mujhe lagta hai ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Mein meditation karke mitata hu doubt ko Ye mere music mujhe bana dega Pablo Koi baccha shor kare bhale usse daat do Bas itni vinti hai naa mitne do iss art ko Khud se naa karta kuch bhi Koi taakat hai na Bas yahi roz mangu mein Maa ko rahat dena Naa likhta naa dhun mein banata Ye sab hojata hai Baitha bas uske saamne Ye sab karta Shiva Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha Teri nazron mein hein tere sapne Tere sapno mein hai naarazi Mujhe lagta hai ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Marte dam tak music shanka nahi hai zara bhi Isi se jayenge Maa-Baap Mahakaal aur Manali Bura kaam kara nahi aur kisi se bhi dara nahi Paltunga peeche nahi mein stree wala janna nahi Samjhe nahi ye log Mein bhi iss gole ka PK nahi nasha hua hai Nasha hai ye bhole ka Usne hi nasha karaya Sapno mein aake aur Nashe mein gaane the phir Kuch aur kaise karta Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha Masti mein hu rehta Logon ne kaha koi khaas wajah Har gam mein bhi khush hu mein Har pal hu mein laughing buddha