Udho Tohe Gyan Saar
Dheera Ghosh
8:33manav socho jag ke sukh ka vistar rahega kitne din ye pyar rahega kitne din sahthkar rahega kitne din chahe pith ho ya matha ho pathi patni ho sukh data ho jinko apne kahte unpar adikaar rahega kitne din maanav socho... ye mera ye mera hain tu kahta saanj savera hain ye mere mere ka murakh vyapar karega kitne din ja kar pucho muni gyani se aur iswar ka gyani se hain pateek tere man ka mana sansar rahega kitne din...