Satya
Divine
3:03Bonheurs enfantins (ha!) Trop vite oubliés, effacés (punya-paap, punya-paap) Une lumière dorée brille sans fin tout au bout du chemin Trop vite oubliés, effacés (we back) Une lumière dorée brille sans (hahaha) Sens au cœur de la nuit L'onde d'espoir (Gully Gang) Jawala, jawala, jawala, chhote, laya main game mein Dollar, dollar, dollar, chhote, laya main game mein Uh, badaa naam, naam banaya main game mein Uh, liya nahi chain tab, to heera hai chain mein Uh, likhta tha gully mein, abhi likhta hoon plane mein Asal zindagi hai meri, chhote, no entertainment (ha) Uh, Itihaas likh diya, tujhe classics diya 5X plat' gully wale ne diya (sens au cœur de la nuit) Uh, peechhe se aake fir saamne se diya "Sachin ka bat," Mumbai ka maine naam rakh diya Jab studio mein lock, tab sab khol diya Agar do maine liye to das maine diya Ussne das mujhse lekar, dhas mujhe diya Uh, roll karke pehle sab ko kash maine diya Uh, baadlon ke upar maine game rakh diya Uh, quality gaano se make it rain kar diya Bas-bas ho gaya, abhi sirf pariwaar mera Pehle Shani da, ab har din Shanivar mera Uh, dentist se zyada mujhe game daat de rha Uh, vaccine hain bars, aur main sab ko shot de raha Mujhe game saath de raha, jaise liya maine saath phera Sirf main jaanta hoon punya-paap mera (sirf main) Dimaag ko rakhte doosra, aur khawaab pehla Kalam se bar fest, Pentecost mera Agar maloom tu jeeta, chal haath upar kar (ha) Dil se salaam, uh, mere saath the agar Gehra paani bol ke mere saath the magar Bhagwan mujhe bola, "DIVINE, paani pe chal" Yeezus wale mode mein, nas wale mode mein Khoon se behtar koi nahi, shucks wale mode mein Uh, gandagi hai tu aur main flush wale mode mein Seekha sab road pe aur main 100-100 tha board mein (sens au cœur de la nuit) Sab kuchh hai zor mein, DIVINE apne zone mein Gully-Gully Gang, aur ghar mera Bombay Uh, bachche-bachche karte rap har kone mein (ha) Uh, sapne sach hote, tab mazaa aata sone mein Classic har baar, har shabad mere shole mein Chhaati inki nahi hai, iss liye baar-baar ye bolenge Hum kholeneg (kholenge), jaise Kho-Kho ka game Tu baahar dikhta achchha, sirf promo ka game Rakhta chaar mere saath, jaise do-do ka game Uh, tu aur tere homie, chhote, tum dono ka game Uh, chhutta paise rakh ke, dekh, laaya na change? Uh, rakh tera fame (haan), main banda nahi same Uh, kaptaani innings, ye hai Kohli wala shot Ghar ke bahar tere pahuche rangoli wala shot Uh, Konkani, Karnataka, Koli wala shot Khade ho kar jala diye, uh, Modi wala shot Uh, 16 se hai khauf aur main 16 se hoon hot Uh, khatarnaak coats, jaise tailor mera baap (hah!) Bonheurs enfantins (hahaha) Trop vite oubliés, effacés Une lumière dorée brille sans fin tout au bout du chemin Trop vite oubliés, effacés Une lumière dorée brille sans Sens au cœur de la nuit L'onde d'espoir Edit karke tune image, mera meme bana diya Mehnat kar ke tere bhai ne poora dream bana diya Uh, picture yahan sadkon pe, scene bana diya Uh, khud ka time laya, maine sab se bada gaana diya Shikshak se pehle thugs dekha Uh, tiffin box se pehle maine drugs dekha 29 saal ka main, par lagta maine sab dekha Rishton mein pyaar se zyada shak dekha Uh, shauhrat ke liye zyada mehnat, ah, thoda luck dekha Circle rakhta tight, aur main circle jitna fuck deta Nasha apan karte, iss liye nashe mein na rakh deta Uh, na-na, zindagi tamasha hai, views to 69 ko bhi aata hai Apna missionary shot, ah, sab kuchh saamne se jaata hai Bank mera ghar ka, uh, khud ka mera khaata hai License pe hai album, kyunki maths mujhe aata hai Dollar jab involved, tab Cents samjh aata hai Jab bills aur passion dono saath mein nahi jaata hai Jo passion na de paise, woh passion nahi sikhaata hai Independent main nahi, sirf entertainment main Uh, independent main hoon har street ke pavement pe Inke baap ke payment se aaye lame men ke saath Uh, nazrein to milaana kabhi real mein inke saath Main karte rahaunga grind, jab tak chhe men de haath Uh, sab kuchh apan risk karte Uh, toot'ta taara dikhe to abhi bhi hum wish karte Gyaan liya naani se, haan, abhi bhi hum miss karte Haan, aasmaan ko dekh kar abhi bhi hum kiss karte (Haan-haan, ay) (Kalam mera Hindu-Muslim ko milaata hai) (Hai Hindi mein verse mera, Punjab ko hilaata hai) (Pair se lele sar tak, sar se leke pair tak) (Sab kuchh proper hai, proper hai, proper hai) (Ha-ha, album mode mein) (Stunnah mere saath mein, Mumbai shehar, 2020) (Naani yaad aa jayegi)