Pal
Javed - Mohsin
4:08Main jitna tumhein dekhun Mann yeh na bhare Main jitna tumhein sochun Mann yeh na bhare In aankhon mein chhalakta hai Mera pyaar, tera pyaar Kahin tujh mein dhadakta hai Mera pyaar, tera pyaar Mera pyaar, tera pyaar Mera pyaar, tera pyaar Main jitna tumhein dekhun Mann yeh na bhare Main jitna tumhein sochun Mann yeh na bhare Thoda sa mera hai, thoda tumhara Mila-jula sa yeh khwaab hamara Ek meethi dhun sunayi De rahi hai aajkal Hans ke saare gham hamare Dega khushiyon mein badal Mera pyaar, tera pyaar Mera pyaar, tera pyaar Main jitna tumhein dekhun Mann yeh na bhare Main jitna tumhein sochun Mann yeh na bhare Koyi nahi sau saal jiya hai Pyaar magar kaayam rehta hai Dhoop, khushboo aur hawayein Banke yeh reh jaayega Baad apne bhi hamare Yeh jahaan mehkayega Mera pyaar, tera pyaar Mera pyaar, tera pyaar Main jitna tumhein dekhun Mann yeh na bhare Main jitna tumhein sochun Mann yeh na bhare