Tune Maari Entriyaan
Vishal Dadlani
5:13Ishq hai woh aatish, Ghalib Jo jalaye ne jale Bujhaye na bujhe Apni salaamati hai maangti Tujhse nazar, oh, naazneen Salaam se, naakaam se Dil ki kayi baatein bani Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Ho, meri aadayein teer hain Haan, meri aadayein teer hain Meri aadayein teer hain Mere yaar, nishana tum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Apni salaamati hai maangti Tujhse nazar, oh, naazneen Salaam se, naakaam se Dil ki kayi baatein bani Hey, maar de ya chhod de tu Rakh le dil ya tod de tu Aisa koi mod de tu Zindagi mein ho maza Hey, aag hai angdaaiyon mein Mil kabhi tanhaaiyon mein Husn ki parchhaaiyon mein Khoobsurat ho fiza Hey, husn gali mein sainkdon Re, Husn gali mein sainkdon Husn gali mein sainkdon Deewane ho gaye gum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Soch koi raat aisi Raat mein ho baat aisi Baat mein barsaat aisi Jismein bheege manchala Hey, raat ka tanha safar ho Ishq apne zor par ho Karvatein kuch humsafar hon Aag bin ho tan jala Haan, ek baar dhuyein se husn ke Ek baar dhuyein se husn ke Ek baar dhuyein se husn ke Thoda sa bhar lo dum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Apni salaamati hai maangti Tujhse nazar, oh, naazneen Salaam se, naakaam se Dil ki kayi baatein bani Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum Asalaam-e-ishqum, yaara Asalaam-e-ishqum