Halka Halka Saroor
Nusrat Fateh Ali Khan
7:15Saadagi To Hamari Zara Dekhiye Etbaar Aapke Vaade Per Kar Liya Sadgi to hamari zara dekhiyeh Sadgi to hamari zara dekhiyeh Masti mein ik haseen ko khuda keh gaay hein hum Jo kuch bhi keh ga'ay hein baja keh ga'ay hein hum Sadgi to hamari zara dekhiyeh Aaa sadgi to hamari zara dekhiyeh Is sadgi say tujh ko khuda keh ga'ay hein hum Sadgi to hamari zara dekhiyeh Sadgi to hamari zara dekhiyeh Kiss chop kiss tamanna kis darja sadgi say Hum aap ki shikayat karte hein aap he say Sadgi to hamari zara dekhiyeh Sadgi to hamari zara dekhiyeh Tere ata ki rodaad ho ga'ay hein hum Baray khuloos say barbaad ho ga'ay hein hum Sadgi to hamari zara dekhiyeh Sadgi to hamari zara dekhiyeh Sadgi to hamari zara daikh'iyeh Aitbaar aapke vaade par kar liya Baat to sirf ik raat ki thi magar Intizaar aap ka umar bhar ker lia Ishq mein uljhanein pehle he kam na thi Aur pedaan aa ward e sir? ker lia Loag dartay hein qatil ki parchaiyen say Hum ne qatil ke dil mein bhi ghar ker lia Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Shikwa kia sitam ka to Tum to zara si baat per ranjida ho ga'ay Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Tera zulm nahi hai shamal gar meri barbadi mein Phir yeh aankhein bheeg rahi hein kiyoon mere afsanay say Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Meri halat daikh ker tum kiyoon pareshaan ho ga'ay Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Vocables Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Aap ka aise baaton say kia wasta Aap to bewafa aur sitamgar nahi Aap ne kiss liyeh mo udhar ker lia Jab tulu aaftab hota hai gham ke sagir uchal deta hoon Tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon Aap to bewafa aur sitamgar nahi Aap to bewafa aur sitamgar nahi Kiyoon aankh milayi thi kiyoon aag lagai thi Ub rukh kiyoon chupa baithay ker ke mujhe deewana Aap to bewafa aur sitamgar nahi Aap to bewafa aur sitamgar nahi Zindagi—bhar ke shikway gilay thay bohot Waqt itna kahan tha ke dohratay hum Aik hijki mein keh dali sub dastaan Hum qissay ko yoon mukhtasar ker lia Beqarari milay gi milay ga sukoon Chain chin ja'ay ga neend urh ja'ay gi Apna anjaam sub hum ko maloom tha Aap say dil ka sauda magar ker lia Zindagi ke safar mein bohot door tak Jab koi dost aaya na hum ko nazar Hum ne ghabra ke tanhaioon say sada Aik dushman ko khud humsafar ker lia Saadagi To Hamari Zara Dekhiye Aitebaar Aapke Waday Per Kar Liya Saadagi To Hamari Zara Dekhiye Aitebar Aapke Waade Per Kar Liya