Magan
Rawal
3:05Jaane kya, ye ho gaya hai In aankhon mein, main kho gaya hai Seene mein, tu hai baasi Sunehri hai, ye zindagi Ab haath thaame jo hum chal diye Ab rone ki kya hai wajah? In fooloo'n mein hai baste kaante bhi Haa dono ko hai ye pata Ab haath thaame jo hum chal diye Ab rone ki kya hai wajah? In fooloo'n mein hai baste kaante bhi Haa dono ko hai ye pata Jarre badle, toh tumse hai mile Banjar zameen, par fool yu khile Lagta hai zindagi Maine toh jee nahi Gumraah hi tha, tere bina Naa jaane kya (Naa jaane kya) Ho gaya (Ho gaya) Inn aankhon mein (Inn aankhon me) Kho gaya (Kho gaya) Seene mein (Seene me) Tu hai basi (Tu hai basi) Sunehri hai (Sunehri hai) Ye zindagi (Ye zindagi) Ab haath thaame jo hum chal diye Phir rone ki kya hai wajah? (Kya wajah?) Phooloo'n mein hai baste kaante bhi Hum dono ko hai ye pata (Dono ko) Jaise din ko chahiye suraj (Suraj) Jaise raat ko chahiye chaand (Jaise raat) Waisi bani tu jaroorat Apni aur leti hai baandh (Apni aur) Khatti aur meethi full package (Wooh!) Bhai bhi tera kaafi savage I could never been an average Dono pe bhatera baggage (Dono pe) Dil ke kone me khajana (Dil ke kone) Pada rehta hai rozana Mujhe bss chahiye bahana (Mujhe bas) Mujhe bss paas tere aana (Mujhe bas) Jaise din ko chahiye suraj Jaise raat ko chahiye chaand Mujhe chahiye bss bahana Mujhe bss paas tere aana (Mujhe chahiye bas bahana) Jaisa jhootha bukhaar kyunki job pe hai nahi jaana (Mujhe bss paas tere aana) Jaise bhanwro ko sehad ke paas hai mandrana Mujhe chhod ke tu na jaana (Jaana) Humara rishta purana (Humara) Likha ye tere liye geet (Tere liye) Har janam saath mere gaana (Har janam) Raat ko dil ki baat batana Din ko mere saath bitana Likha ye tere liye geet Har janam saath mere gaana