Mere Banke Bihari Piya
Sadhvi Purnima Ji
8:22Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saaware Mere Yaar Saware Dildaar Saaware Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saaware Aisa Rang Tu Rang De Saawariya Jo Utare Na Janam Janam Tak Naam Tu Apana Likh De Kanahaiya Mere Sare Badan Per Mujhe Apna Bana Ke Dekho, Ek Baar Saaware Mere Yaar Saaware Dildaar Saaware Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saaware Saware Haye, Saware Saware Sham Piya Mori Rang De Chunariya Bina Ragai Mai Ghar Nahi Jaungi Beet Jaye Chahe Sari Umariya Hari Na Ragaungi Mai To Peeli Na Rangaungi Apne Hi Rang Me Hi Rang De Swarariya Are Aisi Rang De Ki Rang Na Chhote Dhobiya Dohe Sare Sari Umariya Jo Nahi Rango To Mol Hi Magayedo Braj Me Khuli Hai Prem Bajariya Ya Chunari OOdd Mai Yamuna Ko Jaungi Shyam Ki Mo Pe Padegi Nazariya Jeevan Ki Naiya Le Ja Uspaar Saware Bhav Sagar Me He E Manmohan Majhi Bankar Aana Na Bhataku Idhar Udhar He Pyare Murli Madhur Bajana Meri Jeevan Naiya Le Ja Uspaar Saaware Mere Yaar Saaware Dildaar Saaware Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saaware E Kanhaiya Rain Chadi Rasool Ki Rangmola Ke Haath Tune Jiski Chunari Rang Dini Re Dhan Dhan Uske Bhag Dhan Dhan Uske Bhag Jo Tu Mange Rang Ki Ragai Mera Joban Girwi Rakhle Per Apani Pagadiya Mori CHunariya Ek Hi Rang Me Rangle Ek Hi Rang Me Rangle E Re Rang Teri Ashique Jaroor Kuchch Layegi Mujhe Maar Dalegi Ya Jeena Sikhayegi Duniya Ke Rang Mita Degi Mujhme Se Rang Tere Pyar Ka Ye Mujhme Chadaigi Mujhe Apna Bana Ke Dekho Ek Baar Saaware Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saware Preet lagana Pritam Esi Neebhjaye Marte Dam Tak Iske Sivye Na Tujh Se Chaha Na Kuchh Maga Ab Tak Mere Kanaha Tum Bin Jeena Banwari Tum Bin Jeena Bekar Saaware Mere Yaar Saaware Dildar Saaware Mere Kanaha Tum Bin Jeena Bekar Saaware Mujhe Apne Hi Rang Main Rang Le Mere Yaar Saaware Saaware, Jai Ho, Saaware, Jai Ho, Saaware Jai Ho Saaware Apne Hi Rang Main Rang Le Shyaam Mohe Apne Hi Rang Main Rang Le Saaware Apne Hi Rang Main Rang Le Shyaam Mohe Apne Hi Rang Main Rang Le Saaware, Oho, Saaware, Oho, Saaware, Oho Saaware Apne Hi Rang Main Rang Le Saaware Saaware, Saaware Saaware Saaware Apne Hi Rang Main Rang Le