Mere Aaqa Aao Ke Mudat Hui Hai
Shahbaz Qamar Fareedi
8:17Naat Sarkar Ki Parhta Hoon Main Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi Ik tera naam waseela hai mera Ik tera naam waseela hai mera Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi Ye suna hai ke bohot gehri andheri hogi Ye suna hai ke bohot gehri andheri hogi Par qabr ka khauf na rakhna ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Qabr ka khauf na rakhna ae dil Wahan Sarkar ke chehre ki ziarat hogi Qabr ka khauf na rakhna ae dil Wahan Sarkar ke chehre ki ziarat hogi Aree hashr ka dil bhi ajab dekhne wala hoga Hashr ka dil bhi ajab dekhne wala hoga Zulf lehra ke woh jab aayenge Zulf lehra ke woh jab aayenge Phir Qayamat pe bhi khud ek Qayamat hogi Zulf lehra ke woh jab aayenge Phir Qayamat pe bhi khud ek Qayamat hogi Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi Unko Mukhtar banaya hai mere Allah ne Unko Mukhtar banaya hai mere Allah ne Khuld mein bas wahi ja sakta hai Khuld mein bas wahi ja sakta hai Jisko Hasinain ke baba ki ijazat hogi Khuld mein bas wahi ja sakta hai Jisko Hasinain ke baba ki ijazat hogi Ik tera naam waseela hai mera Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi Kabhi Yaseen, Kabhi Yaseen, kabhi Tauha, kabhi Walail aaya Jiski kasmein mera Rab khata hai Jiski kasmein mera Rab khata hai Jiski kasmein mera Rab khata hai Kitni dilkash mere sarkar ki surat hogi Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi Mera daaman to gunaahon se bhara hai Altaf Mera daaman to gunaahon se bhara hai Altaf Ek sahara hai ke main unka hoon Ek sahara hai ke main unka hoon Isi nisbat se sare hashr shafaat hogi Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi Ik tera naam waseela hai mera Ranjo gham mein bhi isi naam se rahat hogi Naat Sarkar ki parhta hoon main Bas isi baat se ghar mein mere rehmat hogi