Classmate
Karun
3:30*Vasu Raina* Haye mere dil ki ye raza Ki manzurr har saza Na hai darr e khauf koi Kya anjaam ab mera Uff teri hi ye ada Behti jaise hai hawa Haath bhi na aaye tu Jaise tu koi toofan Jaana Ye jaan bhi jaaye na Kuch bhi bhaaye na Hume tere bina Haan Kehdo na kehdo na Tumko bhi hai ye Khumaar Baat karke toh dekho kabhi O' laila Tere peeche marr gaye Apni jaan nisaar kar gaye Laila O' laila O' laila Tum aage badh gaye Humko yahin chhod gaye Laila Haan, laila *Karun* Laila ke hai charche hazaar Laila deti mujhko bukhaar Laila meri dhadhkane badh rahi Laila majnu pe sawaar Mera majnu sa mann Tera sajjta ye tann Mujhe maar hi na daale Laila tera ye yauvan Maine door hona tujhse Na lagta ye fun Tujhe pyaar karna kyu Mujhe lagta kaffan But since you've entered My life's been better Sleeping on my shoulder Waking in my sweater Ye sab lagta behtar Tera sath hai par Tera sath nahi hai Sochu khudse kehkar Main prem mein padd gaya laila jo tere main Thoda lame sa ho gaya auro ke liye main Thoda fame hai chadhh gaya sarr pe mere jo You just came in and utra main jhatt se pairo pe tere Oh laila Meri baat sunle tu Chaahe mera sath chunle tu Likh tujhpe aaj gaane du Ab thode khaab bunle tu Laila *Vasu Raina* O' meri laila O' laila Tere peeche marr gaye Apni jaan nisaar kar gaye Laila O' laila O' laila Tum aage badh gaye Humko yahin chhod gaye Laila Haan, laila