Bismil
Sukhwinder Singh
6:06Koi tod na iska Khunkhar hai dikhta Yaari ko nibhana Kirdar hai iska Hai jang hone wali Auzaaron ka kholo tala Hai ik maya rupi Rayan aane wala Bhogi bhogi bhogi bhogi Badle se barkat na hogi Bhogi bhogi bhogi bhogi Bol apna dushman hai jo bhi Jaana kaahan hain humein zindagi mein Humara hain yeh faisla Choti si aankhon ko aansu den Sapna hum dekhe na itna bada Fikren uda don nagade baja ke Jo hota hai ho jaane do Paapi jiyenge ya nek marenge Yeh tum sochna chhodh do Tum hi toh mera jeevan ho Ab saath humare rehna Chalunga sang parchhai sa Bas itna tumse kehna Bhogi bhogi! Bridge Hai kahan rakha Kitna rakha Kaise rakha Kyun hai rakha Kya tu leke aaya hai re Kya tu leke jayega re Bhogi bhogi ! Female part Dum dum dum Honsla Dum dum dum Pyar bhi Dum dum dum Gussa bhi Rang iss dharti ke"