Nai Jaana
Abhijeet Srivastava
2:38Aankhein aajkal kisi se bhi Milaate hum nahin Tere baare mein kisi ko ye Bata na dein Phir zamane ki nazar se bhi bachana hai tujhe Ye jahaan kahin nazar tujhe laga na de Tere baare mein jo yaar baithein Likhne hum kabhi Sau qataarein toh kitaabon ki Laga hi dein Tumko kaise par batayein ki Kitaabein kitni bhi Teri khoobiyaan kabhi bhi na Ginaa sakein Jaaneya puchhna Ek sawaal hai hume Tum agar haan kaho Khul ke bol dein Tu meri hai Zamaane ke aage Raaz khol dein jo Tu Jaaneya Haamiyaan de (x2) — Yun toh ye teri Zulfein ghaneri Yun bandhi bandhi bhi Hain haseen Zulfein tu hauley Se jab bhi kholey Mera hosh khona Laazmi —- Karti rehti sifarishein re Har ghadi farmahishein jaaneya re Tu hi inki hai khwahishen *Kyun bigaadey tu hi mere khwaabon ko* Jaaneya puchhna Ek sawaal hai hume Tum agar haan kaho Khul ke bol dein Tu meri hai Zamaane ke aage Raaz khol dein jo Tu Janeya Haamiyaan de (X2) Baarishon mein baadalon mein Taaron wali chaadaron mein Sab ke hi muqaabalon mein Haan haseen tum hi ho Saari meri aadaton mein Shiddaton mein chaahaton mein Paayi hai jo raahaton mein Tum hi har kahin ho Baarishon mein baadalon mein Taaron wali chaadaron mein Sab ke hi muqaabalon mein Haan haseen tum hi ho Saari meri aadaton mein Shiddaton mein chaahaton mein Paayi hai jo raahaton mein Tum hi ho Jaaneya puchhna Ek sawaal hai hume Tum agar haan kaho Khul ke bol dein Tu meri hai Zamaane ke aage Raaz khol dein jo Tu Janeya Haamiyaan de (x2)