Deva Shree Ganesha
Ajay-Atul
5:57Shaah ka rutba, shahanshaahon se teri baat hai Shaah ka rutba, shahanshaahon se teri baat hai Oh, shaahon ka jo, shaah uska, tere sar pe haath hai Shaahon ka jo, shaah uska, tere sar pe haath hai Tere qadmon ke tale mitti bhi sona ban gayi Jar hua dushman jahan shamsheer teri tan gayi Tu vali hai, tu meherbaan, hai nigehbaan, hai tu hi Hai farishte bhi barastish mein teri qurbaan, wallah Tu vali hai, tu meherbaan, hai nigehbaan, hai tu hi Ban gaya kaanoon jo bhi tu likhe parwaan wallah, ho Nazaara jannaton ka aaj tere ru-ba-ru hai Tera lakht-e-jigar saaya hai, tera hu-ba-hu hai Haan, sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain Ki teri saltanat ke takht ka wo jaan-nasheen hai Purnoor yeh (jalwa rahe) Purtaap (mukta rahe) Teri jeet ki raftaar se Har haar hai is tarahe Teri qismat khud tere haathon khilauna ban gayi Jar hua dushman jahan shamsheer teri tan gayi Tu vali hai, tu meherbaan, hai nigehbaan, hai tu hi Hai farishte bhi barastish mein teri qurbaan, wallah Tu vali hai, tu meherbaan, hai nigehbaan, hai tu hi Ban gaya kaanoon jo bhi tu likhe parwaan wallah, ho 'Gar deewane aam na ho, koi Akbar na hua Jo tumhaare sar jhuke toh shahanshaah main hua Allah raha mera har-pal hafiz toh safar yeh tay hua 'Gar deewane aam na ho, koi Akbar na hua (Ya-Allah, ya-Maula) (Ya-Allah, ya-Maula) (Ya-Allah, ya-Maula) Chaar mazboot naujawan kandhe Tujhko tere Khuda ne bakshe hain Inke haathon ki jo lakeerein hain Tere dono jahan ke nakshe hain Zindagi toh har qadam nayi bisaat hai Yeh hi toh mere sheh-e-maat hai Ye dono meri kaayenaat hain ya Chaar mazboot naujawan kandhe Tujhko tere Khuda ne bakshe hain Inke haathon ki jo lakeerein hain Tere dono jahan ke nakshe hain (Ya-Allah, ya-Maula) (Ya-Allah, ya-Maula) (Ya-Allah, ya-Maula)