Sayyāh (Feat. Mikey Mccleary)
Lucky Ali
4:14Teri hasi ki aanch se Main meri aankhen sek loon Baatein chipa ke main teri Dil ki kitaabon mein rakhun Kyun na kabhi aisa karun Dil jo kahe waisa karun Ooo Ooo Ooo Ooo Tujh pe gire besharam baarishen Yeh badtameez hai Inko jalaa doon main abhi Choo ke tujhe jo chale Yeh hawaa teri mareez hai Isko bujha doon main abhi Tu hi bataa tere liye Kya kya karun, Kya na karun Kyun na abhi aisa karun Dil jo kahe waisa karun Ooo Ooo Ooo Ooo