Vishambhari Stuti
Chorus
5:38Om jai jagadish hare, swami, jai jagadish hare Bhakt jano ke sankat, bhakt jano ke sankat Din mein door kare, om jai jagadish hare Jo dhyaave; phal paave, dukh bin se mann kaa Swami, dukh bin se mann kaa Sukh-sampatti ghar aave, sukh-sampatti ghar aave Kasht mite tan ka, om jai jagadish hare Maat-pita tum mere, sharan gahoon kiski? Swami, sharan gahoon kiski? Tum bin aur na dooja, tum bin aur na dooja Aas karoon jiski, om jai jagadish hare Tum pooran paramatma, tum antaryami Swami, tum antaryami Parbrahm parameshwar, parbrahm parameshwar Tum sabke swami, om jai jagadish hare Tum karuna ke saagar, tum paalan karta Swami, tum paalan karta Main moorakh khalakhami, main moorakh khalakhami Kripa karo, bharta, om jai jagadish hare Tum ho ek agochar, sab ke praanpati Swami, sab ke praanpati Kis vidhi miloon, dayamay, kis vidhi miloon, dayamay Tumko main kumati? Om jai jagdish hare Deen-bandhu dukh harta, tum thaakur tum mere Swaami, tum thakur mere Apne haath uthaao, apne haath uthaao Dwaar pada tere, om jai jagadish hare Vishay-vikaar mitaao, paap haro, deva Swami, paap haro, deva Shraddha, bhakti badhao, shraddha, bhakti badhao Santan ki seva, om jai jagadish hare Tan, mann, dhan, prabhu, mera sab kuch hai tera Swami, mera sab kuch hai tera Tera tujhko arpan, tera tujhko arpan Kya laage mera, om jai jagadish hare Om jai jagadish hare, swami, jai jagadish hare Bhakt jano ke sankat, bhakt jano ke sankat Din mein door kare, om jai jagadish hare Om jai jagadish hare Om jai jagadish hare कर्पूरगौरं करुणावतारं संसारसारं भुजगेन्द्रहारम् सदा वसन्तं हृदयारबिन्दे भवं भवानीसहितं नमामि मंगलम भगवान् विष्णु मंगलम गरुड़ध्वजः मंगलम पुन्डरी काक्षो मंगलायतनो हरि सर्व मंगल मांग्लयै शिवे सर्वार्थ साधिके शरण्ये त्रयम्बके गौरी नारायणी नमोऽस्तुते नारायणी नमोऽस्तुते नारायणी नमोऽस्तुते