Deewana
Hasan Raheem
3:28Tere dard ki dawaa abhi bhi paas hi hai mere Tere dard ki wajah tere vishwaas ke hain deray Tere dard ke jo fard unka pata paas hai mere Tere dard ko barhane walay thay shuru se khaas tere Meri gali ke hawa ke jhonkay saath mere Teri pehli hansi abhi bhi yaad may hai Likhun jab bhi qalam bolay, "Sab nahi khaas tere" Bola jaaye jhoot nahi sirf kuch hi khaas— Tere dard ki dawaa abhi bhi paas hi hai mere Tere dard ki wajah tere vishwaas ke hain deray Tere dard ke jo fard unka pata paas hai mere Tere dard ko barhane walay thay shuru se khaas tere Meri gali ke hawa ke jhonkay saath mere Teri pehli hansi abhi bhi yaad may hai Likhun jab bhi qalam bolay, "Sab nahi khaas tere" Bola jaaye jhoot nahi, sirf kuch hi khaas mere Bola jaaye jhoot nahi Sirf kuch hi khaas mere Yeah Be-rukhi kari nahi suni sunaayi baat pe Karein dil lagi ki baat, dikhaa dein auqaat yeh Naa sanwar sakegi zindagi aise mizaaj se Jitne paani may hain saaray, aaya inko naap ke Aagay zindagi pari hai mere bina baap ke Kehte woh shuru se thay yeh rasta nahi saaf hai Sahi keh gaye jo paalay aagay peeche saanp thay Mujhe mila jo bhi uske woh sab talabgaar thay Log dete love ab, upar wala saath bethe Jitni raatein jaagin, kalaa se hisaab dete Mein ne kiye poore khuwab, sirf tu ne khuwab dekhe Ab kalaa azaad, kisi ki naa mohtaaj Tere dard ki dawaa abhi bhi paas hi hai mere Tere dard—tere vishwaas ke hain deray Tere dard ke jo fard unka pata paas hai mere Tere dard ko barhane walay thay shuru se khaas tere Meri gali ke hawa ke jhonkay saath mere Teri pehli hansi abhi bhi yaad may hai Likhun jab bhi qalam bolay, "Sab nahi khaas tere" Bola jaaye jhoot nahi sirf kuch hi khaas mere Meri gali ke hawa ke jhonkay saath mere Teri pehli hansi abhi bhi yaad may hai Likhun jab bhi qalam bolay, "Sab nahi khaas tere" Bola jaaye jhoot nahi, sirf kuch hi khaas mere Sirf kuch hi khaas mere Bola jaaye jhoot nahi sirf kuch hi khaas mere Yeah, sirf kuch hi khaas mere