Bhool

Bhool

Murtaza Qizilbash

Альбом: Bhool
Длительность: 4:05
Год: 2025
Скачать MP3

Текст песни

Maahi ve
Teri adaaon pe jab se nigaahein parri
Hum apnay nahi

Sochon mein
Khoya rahoon teri aadat hai mujhko lagi
Tu itni haseen

Dil mera na jaane kyun
Chaahe phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaoonga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai

Ab tou piya bin roye
Aankhon teri mein khoye
Rehte hain har dum mere nain

Chehra tera o yaara
Chaand se bhi hai pyaara
Tu hi hai mere dil ka chayn

Raahon mein aayena
Mann se tera tazkara jaaye na
Tere siwa koi bhi bhaaye na
Laagay nahi bin tere dil mera jaan e jaan

Meri yaadon mein tu
Waadon mein tu hai iraadon mein tu
Saare ke saare zamanay ko yoon
Mein ne bhulaya hai tou meri sun le sada

Ye Dil mera na jaane kyun
Chaahe phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaoonga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai (Maahi ve)
Tera deewana
Khud se begaana
Zaalim zamana

Maahi ve
Mera jahan hai
Jo tu yahan hai
Yehi dua hai

Dil mera na jaane kyun
Chaahe phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaoonga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai (Maahi ve)
Tera deewana
Khud se begaana
Zaalim zamana

Maahi ve
Mera jahan hai
Jo tu yahan hai
Yehi dua hai