Baadalon Mein Ghar (Feat. Amithav Gautam)
Rishi Kumar
3:01Jagi-jagi si Tere bin saari hain raatein Kehne ko kitni hain baatein Jo keh na paayi main Dabi-dabi si Tere bin saari barsaatein Baaki rahi mulaqaatein Jo kar na paayi main Kaash kuch aisa ho Main teri, tu mera ho Na hon alag hum donon ki zindagi Tere bin dil mera Tere bin aadha sa Tere bin dil jaisa na raha Jagi-jagi si Tere bin saari hain raatein Kehne ko kitni hain baatein Jo keh na paayi main Dabi-dabi si Tere bin saari barsaatein Baaki rahi mulaqaatein Jo kar na paayi main Tere bin nahi khud pe hai yaqeen Jeene ke liye tu zaroori Tere bin meri khaali zindagi Tere aane pe ho yeh poori Rahi-rahi si Tere bin zindagi saari Tere bin baaziyan haari Sab khoya hai maine Bujhi-bujhi si Tere bin jeene ki chahat Tere bin aaye na rahat Sab haara hai maine Jagi-jagi si Tere bin saari hain raatein Kehne ko kitni hain baatein Jo keh na paayi main Dabi-dabi si Tere bin saari barsaatein Baaki rahi mulaqaatein Jo kar na paayi main