Maahi Ve
Shankar Ehsaan Loy
6:07Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Do chaar din se lagta hai jaise Sab kuch alag hai, sab kuch naya hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Cheezein main rakh ke bhool jaati hoon Be-khayaali mein gungunaati hoon Ab akele mein muskuraati hoon Badli hui si meri ada hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Pighla-pighla hai dil mera jab se Achchha rehta hai mood bhi tab se Haske milta hoon aaj kal sab se Khush ho gaya hai jo bhi mila hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Rang chamkeele saare lagte hain Raah mein bhikre taare lagte hain Phool ab zyaada pyaare lagte hain Mehki hui si jaise hawa hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai Dhyaan ab apna zyaada rakhta hoon Sochta hoon, main kaisa lagta hoon Aaina ho to dekh leta hoon Kaise yeh chehra aisa khila hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai (Kuch ho gaya hai) (Kya ho gaya hai) Yeh nasha jisme dono rehte hain Yeh lehar jisme dono behte hain Ho na ho isko pyaar kehte hain Pyaar mila to dil kho gaya hai Kuch to hua hai, kuch ho gaya hai (Kuch ho gaya hai) (Kya ho gaya hai) (Kuch ho gaya hai) (Kya ho gaya hai)