Tumse Milke
Asha Bhosle
5:14Ae, kaash dil-e-naadan, ae, kaash dil-e-naadan Aisa na kiya hota, pyaar kiya hota Sauda na kiya hota, pyaar kiya hota Sauda na kiya hota, ae, kaash dil-e-naadan Waada wafa ka humne kis mod pe hai toda Waada wafa ka humne kis mod pe hai toda Hanste kisi chaman ko veeran karke chhoda Veeran karke chhoda Maasoom kisi dil ko dhoka na diya hota Maasoom kisi dil ko dhoka na diya hota Pyaar kiya hota, sauda na kiya hota Ae, kaash dil-e-naadan Khwaabon ke aashiyaan pe bijli giraayi humne Khwaabon ke aashiyaan pe bijli giraayi humne Daulat se muhabbat ki qeemat lagayi humne Qeemat lagayi humne Neelam main hua tha, dil to na bika hota Neelam main hua tha, dil to na bika hota Pyaar kiya hota, sauda na kiya hota Ae, kaash dil-e-naadan Ik bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke Ik bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke Laute hain aaj hum ye kaisa gunaah karke Kaisa gunaah karke Yuun naam muhabbat ka ruswa na kiya hota Yuun naam muhabbat ka ruswa na kiya hota Pyaar kiya hota, sauda na kiya hota Ae, kaash dil-e-naadan Aisa na kiya hota, pyaar kiya hota Sauda na kiya hota, ae, kaash dil-e-naadan