Ay Hairathe
A.R. Rahman
6:05Aaha, hai ye kya aankhen? Ye aankhen, saagar se gahari ye aankhen (hain) Jhukti (hain), uthti (hain), sharmili si aankhen Ye aankhen sapanon ki raajdhaani Saare jugnu, taare inse hi jagamagaana sikhe Oh, phoolon jaisi hai ye ladki Hai ye ladki pariyon jaisi, hai na? Whoa Bholi-bholi, khoyi-khoyi hirani si Hai ye ladki, komal-komal ye ladki Sundar ladki, naazuk-naazuk ye ladki Ooh Tera aanchal jo laharaye To mera dil sang-sang laharaye, dhadke hi jaaye Tere tan se jo aa jaaye Mere tan-man mein bas jaaye Ooh, ooh Teri zulf ki mahaki hui jo chhanv hai Wo hai meri manzil Tere saare gum, meri saari khushiyan aba dono ki hai Hai kahta dil Phoolon jaisi hai ye ladki Hai ye ladki pariyon jaisi, hai na? Whoa Bholi-bholi, khoyi-khoyi hirani si Hai ye ladki, komal-komal ye ladki Sundar ladki, naazuk-naazuk ye ladki Marakatha thottilil Malaayaleekal thaarattum ninnazhake Mathanga thoppukalil Poonkuyilukal ina chernn Pullamkuzhal oothukayanu Ninnazhake, ninnazhake Chaand pe tu, main dharati pe Thodi to paas aa jaa, dhadkan mein tu samaa jaa Main tere geet gaaun Ye armaan, ye tamanna hai Aur dil mein tu hai, tu hai, tu hai Oh, phoolon jaisi hai ye ladki Hai ye ladki pariyon jaisi, hai na? Whoa Bholi-bholi, khoyi-khoyi hirani si Hai ye ladki, komal-komal ye ladki Sundar ladki, naazuk-naazuk ye ladki Oh, phoolon jaisi hai ye ladki Hai ye ladki pariyon jaisi, hai na? Whoa Bholi-bholi, khoyi-khoyi hirani si Hai ye ladki, komal-komal ye ladki Sundar ladki, naazuk-naazuk (hai) ye ladki (hai) Pariyon jaisi komal-komal (hai) ye ladki (hai) Phoolon jaisi naazuk-naazuk ye ladki